Wife or Husbnd

 Wife or Husbnd safer pr ja rahy thay Raste men ek gadha dekha,

Wife Boli: Apne rishtedar ko salam kr lo

Husbnd: Salam susar G....!!

Ek borhe tajar ne apne bete se kaha

Ek borhe tajar ne apne bete se kaha .tum kitne nalaiaq ho jab main tumhari umer ka tha to main ne pachas rupee mahwar par ek dokan pe nokari shoro ki aor char sal ke baad us dukan ka malak ban gaiay

mangeetar

Shadi ki ek taqreeb main dulhan ka pehla mangeetar bhi bari sajh dhaj ke sath aya ho tha . ek sahib ne pocha ..
kaya dulha aap hain..
ji nahain maian to semifinale main hi bahir ho gaya tha ---

Nai naweeli dulhan

Nai naweeli dulhan ne apne shohar se kaha...sartaj mujhe do cheezain banane main marat hasil he.ek murghe ka salan aor dosra gajar ka halwa...main ne aj ap ke liye dono khas toor par tayar ki hain .....
Buhat khoob magar yeh to batao in main gajar ka halwa aor murghe ka salan koon sa he...........

ek aadmi ke ghar ke samne ghada

ek aadni ke ghar ke samne ghada mara para tha .us ne municipality waloon ko phone kia mere ghar ke samne ghada mara para he uthwa laian ... jawab aya wahain dafna doo.....
admi apne ghuse pe sabar karte howe .... dafna to doon main ne socha is ke ghar waloon ko pehle khabar kar doon .....

Search This Blog